Thursday, March 28, 2024

How to get Google AdSense approval in 1 minute | Google Adsense Account Approval Trick 2022 in Hindi

By:   Last Updated: in: ,


2021 me Google Adsense ka Approval kaise milega . Sabhi naye blogger or youtuber ke man me yah sawal jarur aaya hoga . Or vermanew.com  Aapke sawalo ka jabab lekar aa gya hai . Lagbhag 60 se 70 %  Bloggers Google Adsense ka Approval apne pahle prayas me nahi prapat kar paate hai. Or phir pareshan hokr chhod dete hai . Yaa phir kisi se  google adsense kharidene ko majbur ho jaate hai. 

How to get Google AdSense approval in 1 minute | Google Adsense Account Approval Trick 2022 in Hindi

Har blogger ya you tuber ka sapna hota hai.  Ki wo apne blogg ya you tube se paise kamane or paisa kamane ka sabse badhiya ,  platform GOOGLE ADSENSE hota hai. google adsense monetization onn hone ke baad paise kamaye jaate hai .  


Read also :- You Tube ke liye Topic kaise dhundhe?


Jab Google Adsense ka Approval aani monetization ON ho jata hai. To hamare blogg par ads aa jate hai. Or uske badle me hame paise milte hai. Lekin Google Adsense ka Approval lena itna bhi asan nahi hai. Ye bilkul tedhi khir jesi hai. Khaskar naye youtuber or blogger ke liye . Kyoki unko eske baare me vistaar se nahi maalum hota hai. Ki kab kya karna hai . Phir yu kyo kahu ki unko google adsense approval policy ke baare me jyada jankari nahi hoti hai. 


Read also :- Sim card Details

 Esi karan jab wo ese Google ke paas monetization ke liye bhejte hai. To unki application ko Google Reject kar deti hai.  


Or me itni baat karu to aapko wishwas nahi hoga . Me 2018 ke December mahine me pahli baar hi You Tube ka Approval prapt kar liye tha . Or phir 2020 me sirf 20 din me hi blogger ka dusre aani pitaji ke naam se adsance approval pahli baar me hi prapt kar liya tha . 

      

Read also :- Old Blog post ko updated kaise kare ?

Or ab itna jyada experience ho gya hai. Ki sirf 10 dino me , me Adsense ka approval prapt kar sakta hau . Or aaj me aplogo ko apne experience se Google Adsense Account Approval Trick 2022 in Hindi ke baare me pure vistar se bataunga . 


Read also :- Adnow kya hai , Esse paise kaise kamaye


Aap mere dwara bataye gaye Google  adsense approval trick ko step by step follow karke apne  blog par google adsense ka approval matr 10 se 15 din me hi prapt kar sakte hai. 


To aaye how to monetize google adsense in 2022 ko step by step pure vistar se janate hai. -


Read also :- Google Adsense approval nahi mile to kya kare ?


Niche jo  tips and tricks bata raha hau. Use dhayan se padhna uske baad   101% adsense approval milega ...


Google Adsense Account Approval Trick 2022 | Adsense Approval Trick 2022 in Hindi 



Google Adsense Account Approval Trick 2022 


 1. Use Custom Domain [domain ka istemal kare]

 2. Creat Important Pages in your blog

 3. Choose Right and Trending Topic

 4. Write Unique and Original Content

 5. Number Of Posts

 6. Always Use Copyright Free Images

 7. Blog Template and Design [ Responsive Theme]

 8. Remover other Ads Network in your site

 9. Blog Traffic


Read also :- Google Adsense approval nahi mila tho blogging chhod denge ?


Adsense Account ko 2022 me Approved kaise kare -

Aapko pata hona chahiye ki India me adsense Approval ke liye uska Domin 6 mahina purana hona chahiye . (adsense guideline ke anusar ) lekin mene 3 mahine me unique and original content likh kar sirf 15 din me hi adsense ka  adsense ka approval (allgyan4u) blog par prapt kar liya tha


Read also :- GOOGLE Adsense me swift code galat ho jaye to kya kare ?


Me 3 mahine me kya - kya kiya tha . Or kon si baato ka dhayan rakhna hota hai. Adsense Account Approval Tricks me chaliye  step by step samjhte hai. 


Google Adsense Account Approval Trick 2022 - Adsense Approval Trick 2020 - Adsense Account Approval Trick

 1. Use Custom Domain - 


Technicalprithvi.in blogg ko kon mene pahle blogspot par banaya , or 1 mahine tak kaam kiya.  Uske baad me Godaddy se Vermanews.com  DOMAIN kharida or phir esko  blogspot par  custom domain me jakar setup kar diya .  


Read also :- Adsense adress verified pin not receive


Ghuma phira kar kahne ka matalb hai. Ki agar apko Blog.. Blogspot par hai. To sabse enable aap blogg me custom custom domain kharid kar set kare. Aap  domain ko godaddy Yaa other platfrom se kharid skate hai.  Custom Domain se aapko  Instant Adsense Approval milta hai. Or jo Adsense account apko milta hai. Wo non account apko milta hai. Wo  non-hosted adsense hota hai. 

         

Read also :- Google Adsense ke alawa dusre se paise kaise kamaye ?

Note- Hamesha Top Level Domain ka upyog kare. Jese-  .COM,  .IN,  .ORG,  .NET


Or aap .Tk , .Ga .xyz jese free wala domin ka upyog karenge . To aapka adsense approved 99% chance hai. Ki nahi hoga . 



Q.Adsense Apply karne se pahle DOMAIN kitna purana hona chahiye ?  

Uttar mera Domain  7 mahine purana tha . Kyoki me sabse pahle domin kharida apne Tou Tube channel  ke paise se or uske 5 mahine baad blogspot par kaam shuru kiya . Uske baad 1 mahine tak unique content likha . Lagabhag 11 post likha or phir adsense approval ka E-mail aa gya tha.  


Google Adsense ko secure kaise rakhe ?


Ghuma phira ke  Google Adsense Account Approval Trick 2022 ko aap pura padhen . Or sath me dhayn rakhe ki adsense apply karne se pahle aapko blogger par 10 article unique content ke saath hona chahiye . Kyoki high and unique quality ka contant rahega . To 15 se 20 din purane domin par bhi approval mil jayega.


Read also Google adsense me bank account kaise ads kare ?


 2. Creat Page

Jab aap blogg bana lete hi or 2, 3 article likh lete ho. To usme kuch mahtvpurn page hona jaruri hai. Jese Privacy Policy, Contact Us, About Us or aap chaho to disclaimer page bhi creat kar sakte ho. 


Mene abhi tak dismember page nahi banaya hai. Yah saare page adsense approval ke liye bahut jaruri hai. Ye page se aapka blogg high professional dikhega . Or pata chalega . Ki aap Google police ke anusar kaam kar rahe ho. To niche comment box me bataye , Aapko sahayata me karunga . 


No. 3. Choose Right/Trending Topic


Hamlog Topic par jyada dhayan nahi dete hai. Jabki adsense approval lene ke liye right topics hona chahiye , Or sath me Trading hoga , To Google Adsense Criteria jese ki minimum 2 hundred views bhi pura ho jayega . 


Ghuma - phira kar kahne ka matalb hai. Ki aap topic kuch bhi chuno sahi chuno aap topic kuch bhi chuno sahi chuno or km se kam 1000 sabdo me article likho.

        

Questions :- Kis Type ke blogg nahi banane chahiye? 

Answer:- song download, movie download, game download, feature blog, cricket match score..Etc  Kyoki copyright content hai. Eske alawa   Pornograpgy, Adult, Pirated, Hacking and Cracking, illegal drugs yaa koi bhi  other illegal content par blogg nahi banaye.

                   

Ghuma - phira ke aapko jis copyright topic par command ho usi par blogg banaye . Jis topic par aap achhe se content likh paye . 


4. Write Unique and Original Content - 

50 % blogger esko follow karne me fail ho jaate hai. Or unko adsense approved nahi mil pata hai. Aap chahe jo bhi arctile likhte hai. Wah 100 % unique and original hona chahiye . Jyadatar blogger dusre ke blogg se copy paste karte hai. Or Google unki chori ko asani se pakad leta hai. Or adsense approval nahi deta hai. 


Ghuma - phira kar aapka content khud se banaya hona chahiye , Unique hona chahiye … Post likhte samay Heading, Sub Heading ka dhayan rakhna chahiye . Or saath me Spelling mistakes nahi honi chahiye , Apne arctile me kitne % copyright content likha hai. Esko check karne ke liye duplicheaker tools ka prayog kare.


 5. Number of Post

Google Adsense monetization ke liye kam se kam 10 se 12 post aapke blogg par hona chahiye , Or har ek post Lagbhag 800 se 1000 sabdo me hona chahiye . Jab koi visitors aapke site par aaye to uske kahi or jaane ki jarurt na pade. 


esliye aap achhe se explain ke saath article likhe or jyada sabdo ke article likhne ke chakkar me aanap - sanap na likhe. Kyoki content is king to hi aapka  Google Adsense Account Approval Trick 2022 in Hindi ... Successful Hoga .😊


Jab mujhe Google Adsense ka approval mila tha . To us samay mere blogg par matar 9 post the. Or sabhi post lag bhag 1000 words ke the.


6. Copyright Free Image - 

Aapke blogg par kisi dusre website ka copyright image nahi honi chahiye , Or Google se download karke use karte hai. To dhayan rahe ki wo copyright free image ho . 


To chaliye ab me apko kuch website ke naam bata dete hau. Jaha se aap copyright free image download kar sakte hai. 


Website - pixabay.com, pixels.com and shutterstock.com से आप copyright free image prapt kar skate hai. Or usko apne website me use kar skate hai.  Or canvas.com, photoshop and photo editor ke dwara aap khud se bhi image banakar apne blogg me use kar skate hai.  


7. Blog Template and Design -

Templates aapke blogg yaa website ke liye ek important part hai.. ye adsense approval prapt karne ke liye sabse jaruri hai. Hamesha hame responsive and mobile friendly template/theme ka use karna chahiye . 


Ek Theme ko set karne ke baad aap use achhe se Customize bhi karna chahiye . Customize aani ki achhe dhang se design kar sakte hai. Jese ki navigation baar , uncessary widget or menu baar ko achhe se set karna chahiye .   


Link ko achhe se dalna chahiye . Or sath me dhayan rakhna chahiye . Ki loading speed thoda tej ho. Agar aapke blogg me uper ke saare main topic complete hai. To aap adsense ke liye apply kar skate hai.


8. Remover other Ads Network -

Aap apne blogg par kabhi bhi koi dusre platform jese ki chitika, bidvertiser,info links and popads etc.. ka ads na lagaye . Or agar laga liya hai. To adsense apply karne se pahle use jaldi se hata le.


9. Blog Traffic - 

Kab me Google Adsense monetize ke liye apply kiya to is samy sirf 10+ traffic aani ki visitors aa rahe The. Ghuma - phira ke agar aapke blogg par bhi 10-15 traffic aa rahe hai. To adsense ke liye apply kar skate hai. Dhayan rahe hai. Ki aap traffic lene ke liye illegal tarika ma apanaye . 


Aap paid traffic and illegal source ke dwara traffic laa rahe hai. To aapke adsense ko Reject kar diya jayega . Aap apne social midea platform se traffic laa skate hai. Esme koi problem nahi hai. 


10. Blog Domain Age

Google ke guidance ke hisab se woh kuch asian country me adsense ko le kar kuch restrictions kiya huwa hai. Eske hisab se 6 mahine se pahle adsense ke liye apply nahi kar skate hai. 


Agar aap apply karenge to aapki application reject hone ke bahut chansh hota hai. Par mene mere ek blogg me bas 1 mahine me Google Adsense approval paya tha . Par us blogg me mere sare content high quality ke the. Agar aapke saare content bahut achha hai. Or ekdam naya hai. To aap bhi kya pata aapka approval bhi ho jaaye .  



11. Sufficient Contents or Posts

Esa kahi nahi likha hai. Ki aapke blogg ke liye itne post ki jarurt hai. Aapko adsense ke liye apply karne ke liye par aapke blogg me sufficient post hona jaruri hai. Agar aap 700 words ke ek post likhte hai. To aapko kam se kam 40 - 50 post likhna achha hota hai. Or agar aapki saare content 1000 - 1200 words ke hai. To phir aap 20 posts bhi likhenge to bhi chal jayega . 


Conclusion -

Google Adsense Account Approval Trick 2020 in Hindi . Ka 11 points ko achhe se samjh gaye or use apne blogg me follow kar liya hai. To aab aap google adsense ke liye apply kar skate hai. 100 % Gurantee hai. Ki aapka 

Monitaize onn ho jayega .

       

Aab aapko samjh me aa gya hoga ki aapka adsense approval aani Google adsense account approved in 2022 kesa hoga . Agar apko phir bhi kisi prakar ki koi pareshani ho rahi hai. Yaa phir aapke man me kisi prkar ke koi question ghum raha hai.To aap comment karke bataye . Aapki samsya ka samadhan jald se jald kiya jayega . 

  

Eas Post me maine bataya hai Google Adsense Account Approval Trick 2022 in Hindi agar ye post aapko pasand aaya ho . To esko apne apne dosto ke paas jarur se jarur share kare.


Or agar kisi high quality article likhana hai. To bhi aap hame comment box me jarur bataye . To dosto aaj ke liye bas itna hi hamare saath blogg me bane rahane ke liye aap sabhi logo ko dil se dhanywad ,,,,,


How can I get AdSense approval in 2020?

How do I approve AdSense account trick?

How can I get AdSense approval 2021?

Is it hard to get AdSense approval?

How to approve AdSense account with Blogger

How to get Google AdSense approval in 1 minute

How to get AdSense approval for YouTube

Blogger AdSense approval 2021

Google AdSense approval hindimetech

Google AdSense for Blogger

AdSense approval trick

Minimum traffic for AdSense approval

Google AdSense approval requirements

Blogger AdSense approval time

Blogger ko Adsense Se Kaise jode

Adsense approval Checker

How much traffic required for AdSense approval


     Thanks 😊 for reading....


No comments:
Write comment