Wednesday, September 4, 2024

Powered by Blogger ko Kaise remove kare

Hello bloggers, aaj hum sikhenge Blogger blogspot blog se Powered By Blogger Ko Remove Delete Hide Kaise Kare. Agar aap ek serious blogger hai to apne blog ko professional look dene ke liye Powered By Blogger Ko Remove Kaise Kare Blogger Blog Se janana hoga. Blogger par blog creat karne ke bad by default gadgets milate hai jina me se ek Powered by blogger jo hamare blogger blogspot blog ke footer me sabse neeche hota hai. 

Is attribute ka koi use nahi hota isiliye ise remove karna chahiye. Bloggers nahi jante hai Blogger blogspot blog se Powered By Blogger Ko Remove Delete Hide Kaise Kare. Aaj ke is article me hum bat karenge powered by blogger kaise remove kare. To chaliye dosto dekhate hai Powered By Blogger Ko Remove Kaise Kare Blogger Blog Se.

Powered by Blogger kya hai

Ye jo likha hota hai hamare blog me niche Powered by Blogger is ka matlab hai, hamara jo blog hai bo hamne blogger.com par banaya hai. Isme agar aap chahe to apne blog ka naam aage daal sakte ho, jo aapke liye copyright ka kaam karega.

Jese ki mene pichi post me bataya ki aap kaise apne dosto or ristedaro ko impress kar sakte ho website bana kar. Mene aapko Blogger par blog banane ke baad usko website me badalna sikhaya tha. Par agar aap website me badalne ke baad bhi agar apne kisi dost ko apni website bataoge to bo aapke blog me niche Powered by Blogger dekh kar samaj jayega ki ye to Blogger par hai or hamara impression nahi jam payega ????

Aap agar koi dusra template upload karte ho apne blog me to ye Attribute sahi nahi lagta. To chaliye jaante hai kaise hataye Powered by Blogger Attribution ko.

So hame aapne blog ke template si chizo  ko remove or kuch new widget ko add karna padta hai. Such as Template upload ya install kare. Email Subscribe Widget Add Kare.

powered by blogger, Blogger ka hi ek attribution widget hai. Jo hamare blog ke sabse nichee reheta hai. And iske hone se koi bhi assani se bata dege ki ye ek Blogger.com se banai ek free blog hai. So Aap is attribution ko remove karke apne blog ko ek professional look de sakte hai.

So chaliye jante hai ki kaise remove karte hai Powered By Blogger ko apne blog se. Agar aap blog ke layout me dekhenge then waha par remove option nahi rahega. Because ye locked reheta hai. So hame ise kisi other process se remove karna padega.

In This Post  main aapko powered by blogger ko remove kaise kare is bare me 2 easy process bataonga aapko jo tarika easy lage aap us tarike ko use kar sakte hai.

Powered by Blogger ko Kaise hataye


Blogger ek free platform hai isiliye new bloggers sikhane ke liye aur apna khowledge share karne ke liye blogger platform use karte hai. Website ke comparatively visitors blog visit karna pasand nahi karte. Isiliye Powerd by blogger ko remove karke blogger blog ko website me badalna hoga. Professional bloggers jante hai Blogspot Ke Blog Se Powered By Blogger Ko Hide / Remove Kaise Kare. Is article me hum janenge Blogger Blog  Se  Powered By Blogger Ko Kaise Remove Kare.

Powered By Blogger widget Ko Delete Kaise Kare 


Step : 1 Sabse Pahle Blogger Ke Dashboard Me Jaye Or Leyout Par Click Kare . 

Blogger layout Option 

Step :2 Uske Bad  fir niche jo Attribution naam se widget hai uski edit button par click kare Jaisa Ki Image Me Upar Dekh Pa Raha Hai . 

Step :3 Ab Aapke Samne Dusra Windows Khulegi Jo Ki Kuch Is Tarh Ka Hoga Jo Aap Screen shot Me Dekh Rahe Hai . Jo Ki Aapko Remove Par Click Karna Hai . 

Powered by Blogger Remove karne Ka Tarika 

Agar Aapko Remove Ki  Option nahi Show Ho Raha Hai To Samjhna lena Ise Darect Delete ya Remove Nahi Kar sakte Hai yani ki is Future Aapka Locked Hai Ise Aapko Unlocked Karna Padega uske Bad Hi Ise Hata Payega . 


Step : 4 Is Future Ko Unlock Karne Ke liye Edit Template me Jana Hoga uske Bad Kuch Is Tarh Najar Aayega Jo Aap Niche Dekh Raha Hai .


Isme Aapko Jump To Widget par Click Karna Hai Uske Bad Attribution1 par click kare

Step :5 Ab Aap Attribution Code Par Chale Jayega Thik Uske Samne Locked='True Najar Aayega True Ki Jagh Aapko false Add Karna Hai 




Ab Aapko Template Ko Save Kar De 

Last Step Ab Aapko Phir se Blogger Ke dashboard Me Jana Hai . Uske Bad Layout Me Phir Attribution phir Edit Par Uske Bad Asani Se Remove Kar Payega .
Ab Aapko Remove Par Click Karke Ise Hata Sakte hai . 

 Friends , Yahi Tha Sabse Achhi Tarike Jisse Ham Powered By Blogger Ko Remove kaise kare so jaana . Agar Aapko Isme Koyi Problem Aa Raha To Aap Comment Me Bataye

No comments:
Write comment