Sunday, March 10, 2024

स्वर्ग जाने का रास्ता इन उत्तराखंड ।।The way to heaven in Uttarakhand


Dosto ek baar phir se swagat hai. Aapka technicalprithvi.in me aaj ham baat karne wale hai. Swarg jane ka rasta wo bhi utrakhand me kaha hai. 

स्वर्ग जाने का रास्ता इन उत्तराखंड ।।The way to heaven in Uttarakhand

Or ham kese jayenge swarg ke sidhe kaha hai. Eske baare me baat karne wale hai. To dosto chaliye post ko shuru karte hai

 

स्वर्ग जाने का रास्ता इन उत्तराखंड ।।The way to heaven in Uttarakhand

Utrakhand ko kai dharmik sthano or dewi - devtao ke waas hone ke karan se dharti par swarg, or dew,bhumi, kaha jata hai. Or yah kahna bhi uchit hai. Kyoki devbhumi se jude puranik ghato ka jrik hamare prasiddh grantho me kiya gya hai. 


Jinke anushar utrakhand ke garhwal me himalay ke bandar punch me isht swarg rohini chonti se hi swarg ka rasta jata hai. Kyoki es raste se pandav swarg ki or gaye the

 

 Kya hai yaha jane ki wiweshta

Aaj swarg rohini wishy wikhayat trith sastal ban gya hai. Yaha aane wale trith aatro ka kahna hai. Ki es sthan par dewiye noor hai. Yaha ki khubsurati bhi swarwopari hai.


Yaha aapar shanti or swarg me hone ka ahsas prapt hota hai. Utrakhand se swarg rohini tak ka rasta kadi kathin hai. Saath hi yah pura sthan barf se dhake hone ke karan eski khubsurati me 4 chand lagta hai.


Pandavon ki swarg aatra  - 

Shree krishna sahit pure yaduvanshi ke maare jaane ke dukhi pandav bhi parlok jaane ka nishchay karte hai. Or es kram me 5 pandavon or dropadi swarg pahuchte hai. 


Jaha dropadi , bhim, arjun, shadew, or nakul, sharir ko tayag kar swarg pahucthe hai. Wahi yudhishthir sasharir swarg pahuchte hai. Aatra karte - karte pandavon himalay tak pahunch gaye 


Himalay langh kar pandavon aage badhe to unhe balu ka samundar dekhai padha. Eske baad unhone sumeru parwat ke darshan kiye.  


Swarg jaane ke raste me saraswati nadi ne pandavon ki aatra rok diye, pandavon ne sarswati se rasta manga lekin sarswati mata ne rasta dene se inkar kar diya. 


Phir balashali bhim ne 2 bade pathar ke khand uthakar nadi par pul bana diya tha. Jisme hokar pandavon ne aage ka raste shuru kiya tha, yah raasta bahut hi kathin tha. 

 

Pancho pandavon, dropadi thatha wah kutta teji se aage chalne lage. Tabhi dropadi ladkhadakar gir padi,,, Dropadi ko gira dekh bhim ne yudhishthir se kaha ki - dropadi ne kabhi paap nahi kiya , 


To phir kya karan hai. Ki wah niche gir padhi. Yudhishthir ne kaha ki - dropadi ham sabhi me arjun ko adhik prem karti thi. 

 Esliye uske sath esa huya hai. Esa kahkar yudhishthir dropadi ko dekhe bina hi aage badh gaye.


Thodi der baad sahdew bhi gir pade, bhimasen ne sajdew ke girne ka karan puchha to yudhishthir ne bataya ki sahdew kisi ko apne jesa vidhan nahi samajhta tha, 


Esi dosh ke karan ese aaj girna padha hai, kuch der baad nakul bhi gir pade. Bhim ke puchne par yudhishthir ne bataya ki nakul ko apne rup par bahut abhiman tha, isliye aaj eski yah gati huyi hai. 

 

Thodi der baad arjun bhi gir padhe, yudhishthir ne bhimasen ko bataya ki arjun ko apne prakram par abhiman tha, arjun ne kaha tha, ki me ek hi din me shatruon ka naash kar dunga, 


Lekin esa kar nahi paye, apne abhiman ke karan hi arjun ki aaj yah halat huyi hai, esa kahkar yudhishthir aage badh gaye, 


Thodi aage chalne par bhim bhi gir pade, jab bhim ne yudhishthir se eska karan pucha, to unhonne bataya ki tum khate bahut the, or apne bal ka jhutha pradarshan karte the, 


Esliye tumhe aaj bhumi par girna padha hai, yah kahkar yudhishthir aage chal diye, kewal wah kutta hi unke saath chalta raha 


Yudhishthir kuch hi dur chale the, ki unhe swarg le jaane ke liye sawam dewraj Indra aapna rath lekar aa gaye, tab yudhishthir ne indra se kaha ki - mere bhai or dropadi marg me hi gir pade, we bhi hamare sath chale ese awastha kijiye, 


Tab indra ne kaha ki we sabhi pahle hi swarg pahunch chuke hai, we sharir tyag kar swarg pahunche hai, or aap sasharir swarg me jayenge, indra ki baat sunkar yudhishthir ne kaha ki yah kutta mera prambhakt hai, 


Esliye ese bhi mere sath swarg jaane ki aagya dijye, lekin indra ne esa krne se mana kar diya, 

 

Kafi der samjhane par bhi jab yudhishthir bina kutte ke swarg jaane ke liye nahi maane to kutte ke rup me amraj apne wastik swarup hi the, yudhishthir ko apne dharam me ne esthit dekhkar yamraj bahut prashan huye eske baad dewraj indra yudhishthir ko apne rath me bithakar swarg le gaye, 


Mahabharat ke yudh ki samaapti ke bAad sabhi pandavon sasharir swarg gaye the, swarg astha himalay ke kisi chetr me jaha indrani ka rajy tha, panchon pandavon apna Raajpat parichit ko sopkar jab swarg ki kathin aatra kar rahe the. 


Tab es aatra me dropadi bhi unke saath gayi thi. Sabhi chahte the. Ki ham sasharir swarg pahunch, parntu raste me kuch esa ghata ki ek- ek karke pandavon niche girkar mrityu ko prapt ho gaye.

 

Aatra ke doran jab pandavon badrinath pahunche or waha se aage badhe to sarswati nadi ke udam stal par nadi ko paar karna dropadi ke liye kastkar ho gya the. Ese samy me bhim ne ek bada sa chatan uthakar nadi ke me daal diya .  

 

Dropadi ne es chatan par chalkar sarswati nadi ko paar kiya tha. Kahte hai. Ki mana gaaw me sarswati ke udam par aaj bhi es chatan ko dekha jaa sakta hai. Ese wartam me bhim pul kaha jata hai. 

 

 Halaki mahabharat ki katha ke anusar Pancho pandavon , dropadi tatha ek kutta aage chalne lage, 


पांडव स्वर्ग के रास्ते से नीचे क्यो गिरा

Janashruti ke anushar swarg aatra ke doran dropadi bhim ka shahara lekar chalne lagi lekin dropadi bhi jyada dur nahi chal pai. Or wah bhi girne lagi,  ese samay bhim ne dropadi ko sambhala us samay dropadi ne kaha - sabhi bhaio me bhim ne hi mujhe sabse jyada pyar kiya hai. Or me agle janm me phir se bhim ki patni banana chahungi.


To dosto kya aap pahle es baat ko jante the. Comment karke hame aap jarur bataye, or ese hi amezin fects ko padhne ke liye aap hamare blogg ke sath bane rahe. 


एक मिथकीय नदी जो स्वर्ग के रास्ते में पड़ती है क्या कहलाती है?

पांडवों का अंत कैसे हुआ?

पांचो पांडव स्वर्ग कैसे गए?


Image of स्वर्ग लोक

स्वर्ग लोक

नरक जाने का रास्ता

आखिरकार मिल ही गया स्वर्ग जाने का रास्ता

स्वर्ग की सीढ़ी का रहस्य

स्वर्ग क्या है

स्वर्ग का वर्णन

पांडवों को स्वर्ग क्यों नहीं मिला?

पांच पांडव स्वर्ग कैसे गए?

पांडवों का अंत कैसे हुआ?

स्वर्ग जाने के लिए क्या करना पड़ेगा?


स्वर्ग में जाने का रास्ता क्या है?

स्वर्ग जाने के लिए क्या करना पड़ेगा?

स्वर्ग की सीढ़ी कहां है

रावण की स्वर्ग की सीढ़ी

स्वर्ग की सीढ़ी का रहस्य

स्वर्ग का रास्ता

पांडवों की स्वर्ग की सीढ़ी

आखिरकार मिल ही गया स्वर्ग जाने का रास्ता

कैलाश पर्वत की चोटी


Where is the stairs to heaven in India?

Has anyone climbed Swargarohini glacier?

Did Pandavas built steps to heaven?

What is beyond Satopanth?


Image of Swargarohini

Swargarohini

Image of Swargarohini trek Map

Swargarohini trek Map

Has anyone climbed Swargarohini

Swargarohini Pandavas

Badrinath to Swargarohini distance

Swargarohini trek distance

How to reach Swargarohini

Swargarohini trek cost

Satopanth Swargarohini trek cost

Swargarohini history in Hindi

Swargarohini temperature

Swargarohini peak Expedition


To dosto aaj ke liye itna hi ab ham chalte hai. Phir milenge new post ke sath tab tak hamare blogg ke anth tak bane rahne ke liye aap sabhi logo ka dil se dhanyawad,,


No comments:
Write comment