Sunday, December 17, 2023

Internet jaldi khatam ho jata hai to kya kare? What to do if the internet ends quickly


Namskar dosto aapka 1.5Gb internet pura din chalega chahe aap you Tube par video dekho chahe game play karo. Aapka internet jaldi khatam nahi hoga. 

Internet jaldi khatam ho jata hai to kya kare?

Agar aap ye 2 settings kar lete ho to jo aapko es post me apko Dosto agr apke mobile ke internet jaldi khatam ho jata hai. Matalb aap 3 . 4 Ghante video dekhte hai. Yaa phir film dekhte hai. Or internet khatm ho jata hai. 


To phir es post me bataye gaye settings ko aap apne phone me apply kariyega. Phir aapke phone me internet jaldi khatam hi nahi hoga. Aap pura din internet ka use karoge. Phir bhir internet jaldi khatam nahi hoga.


To ye kon se settings hai. Or aap kese in settings ko karna hai. Ye me apko es post me batayenge. To chaliye post ko shuru karte hai. 


Internet jaldi khatam ho jata hai to kya kare? What to do if the internet ends quickly

Step.1 sabse pahle apko apne mobile ke settings me jana hai. Eske baad apke paas Apps ka setting aayega. Yaa phir mange Apps ka to apko espar click karna hai. 

Internet jaldi khatam ho jata hai to kya kare? What to do if the internet ends quickly


Step.2 Apps { mange apps} par click karne ke baad aapke mobile me jitne bhi apps honge wo sab apko dikhne lagayenge. 


Step.3 Eske baad jo apps jyada data { MB } ka hoga. Uspar click karna hai. To me facebook par click karta hau. Jese ki aap niche screenshot me dekh paa rahe honge. 


Step.4 Eske baad apko ek setting dikhayi dega. Data usage Ka apko espe click karna hai. 


Eske baad apke paas ek naya picture dekhne ko mil jayega. Jese ki aap niche screenshot me dekh rahe honge. To apko ek niche setting dekhai dega. Background Data ka to wo


On hoga. Background data se hota kya hai. Ki har din aapka data utna Mb facebook le leta hai. To apko es opasn ko band kar dena hai. 

Internet jaldi khatam ho jata hai to kya kare? What to do if the internet ends quickly


Playstore Data { mb } safe 

Step.1 apko jana hai. Playstore par eske baad apko profile ka ek oapsn dekhai dega. To apko profile par click kardena hai. 

Internet jaldi khatam ho jata hai to kya kare? What to do if the internet ends quickly


Step.2 eske baad yaha par apko setting ka opasn mil jayega. To apko setting par click karna hai. 


Step.3 Setting par click karne ke baad apko ek or setting mil jayega. Network preference ka to apko espr click karna hai. 


Step.4 Network par click karne ke baad apko niche mil jayega. Auto updat Apps To apko espar click karna hai. 


Step.5 To aapke paas 3 opasn aayega. Owner any network, owner wifi only, Don't Auto updated apps, To yaha par apko Owner any network ka opasn chalu hoga. 

Internet jaldi khatam ho jata hai to kya kare? What to do if the internet ends quickly


Esse hota kya hai. Ki jitne bhi aap apne mobile ke andr apps ise karte hai. To jab us apps ka updet aayega. To wo sab apps outmetic Updet ho jayega. 


Jisse ki aapke mb bahut jyada chale jayega. Yaani apne aap hi mb sab khatam ho jayega. 


To dosto hamare mobile ke andr ese bahut se apps hote hai. Jo ki apps ko udet nahi karna hota hai. Jo ki apne aap updet ho jata hai. Or hamara Data { mb } khatam ho jata hai. 


To esko aap band kar de. Eske liye apko don't auto updet apps par click karke band kar de. Esse ye hoga. Ki aapke apps apne aap updet nahi hoga. Jab aap updet karoge. Tabhi apka apps updet hoga. 


Whatsapp data mb safe 

Step.1 To dosto ye hai. Tisra tarika eske liye apko apne mobile ke whatsapp par jana hai. Or 3 dot par click karke 


Step.2 setting me jana hai. Eske baad apko ek setting dekhai dega. Storage and data to apko epar click karna hai. 

Internet jaldi khatam ho jata hai to kya kare? What to do if the internet ends quickly


Step.3 Eske baad dosto aapke paas es trah se aayega jese ki aap niche dekh skate hai. 

Internet jaldi khatam ho jata hai to kya kare? What to do if the internet ends quickly


To yaha par apko when using mobile data par click karna hai. 


Step.4 eske baad aapke paas es trah se aayega. Jo ki aap niche dekh skate hai. To yaha par ye sab par tik hoga. 

Internet jaldi khatam ho jata hai to kya kare? What to do if the internet ends quickly


To ye sab ko thik se hata dena hai. Or Ok kar dena hai. 


Agr aapke whatsapp par ye sab chalu hote hai. To esse hota hai. Ki aapke whatsapp par koi bhi photo , video, document, audio, kuch bhi bhejta hai. To wo otometic apne aap download ho jata hai. 


Google website click wrong 

Dosto aab ye apko bata dete hain ki jab aap Google ko open karte hai. Or kuch bhi search karte hai. Or search karne ke baad aap kisi website par jate hai. 


To waha par apko niche allow ka opsan aata hai. Yaa phir apko us website par jaane ke liye parmsihan dena hota hai. Allow karke tabhi aap us website ko open kar sakte ho.


To esse hota kya hai. Ki jab aap allow yani parmishan aap us website ko de dete hai. To wo website aapke history me otometic chalna shuru ho jata hai. 


Or jab website otometic shuru ho jata hai. To wo website aapke Mb le leta hai. Par day chahe aap us website par jaye. Yaa naa jaye. Phir bhi website aapka mb le leta hai. To chaliye aaj me apko prop ke sath dikhaunga. 


Ki kese aapse wo allow kiye gaye website aapke mobile ke history me save ho jata hai. Or aapka mb lena shuru ho jata hai. Or me ye bhi apko dikhaunga ki mera kon website kitna mb le raha hai. 


Internet jaldi khatam ho jata hai to kya kare? What to do if the internet ends quickly

Step.1 Sabse pahle apko Chormme Browser me jana hai. Eske baad 3 dot par click karna hai. 


Step.2 eske baad apko setting par click karna hai. Eske baad apke paas ek opasn niche dikhai dega. All site ka to apko us par click karna hai. Jese ki aap niche dekh skate hai.  


Step.3 All site par click karne ke baad aap jitne bhi kisi allow kiye gaye website par gaye honge. Wo sab website aapke samne dikhai dega. Jese ki aap niche dekh skate hai.

Internet jaldi khatam ho jata hai to kya kare? What to do if the internet ends quickly


Step.4 To dosto aapko kisi ek website par click karna hai. Eske baad aap ye dekh sakte hai. Ki aapka us website aapke par day aapse kitna mb le raha hai. 

Internet jaldi khatam ho jata hai to kya kare? What to do if the internet ends quickly


To dosto aap mere niche diye gaye screenshot photo me dekh sakte hai.ki mera kitna mb ye website mujhse le raha hai. 

Internet jaldi khatam ho jata hai to kya kare? What to do if the internet ends quickly


Step.5 To dosto agr apko ye sab hatana hai. To apko niche delete ka opasn dikhai dega. Jo ki aap niche photo me dekh sakte hai. 



Delete ka opasn dekhai dega. To apko pahle deleted kar dena hai. Eske baad clear all  par click karke all clear kar dena hai. Esse ye hoga. Ki wo website jitna bhi Mb le raha hai.


Wo sab itna karne ke baad aapka mb data nahi lega. Or itna karne ke baad aapka mb aab se bach jayega. 


To dosto kya aapka bhi data { mb} bahut jald khatam ho jata hai. To aap comment karke hame jarur bataye. 


Or agar sach me apka 1.5 data bahut jald khatam ho jata hai. To  jitna aapko mene setting bataye hai. Wo sab setting ko follow karo. Or use us bhi karo.


Esse apka data { mb } jald khatam nahi hoga. Or aapke internet bach jayega. To dosto kese raha hai. Ye post me diye gaye janakari hame comment karke jarur bataye. 


Or ese hi amazing fects ko lagatar padhne ke liye hamare blogg ke anth ke sath bane rahe.


Why my internet is finishing so fast?

What if the Internet stopped working forever?

Is it possible for the Internet to be destroyed?

How do I fix my internet cut in and out?

What would happen if the internet stopped working forever

What would happen if there was no internet for a day

What will happen if the internet disappeared and will never be back

What would happen if the internet crashed forever

10 things you will miss about the internet if it suddenly ceases to exist

What will happen if there was no internet

What would happen if tomorrow we would only have traditional telephone lines

The day the internet crashed

What if the Internet never existed

imagine the internet disappeared and will never come back what do you think will happen?

If phones and internet die tomorrow

What will happen if Internet cease to exist


मोबाइल नेट ज्यादा क्यों खाता है?

इंटरनेट जल्दी खत्म क्यों होता है?

मेरा नेट खत्म हो गया क्या?

1GB डाटा कितनी देर चलता है?

Data jaldi khatam hota hai to kya kare

मोबाइल डाटा बंद करें

मेरा नेट खत्म हो गया है

मोबाइल डाटा कैसे बचाएं

नेट जल्दी खत्म होने का कारण

गूगल मेरा नेट खत्म हो गया है

मेरे मोबाइल का डाटा बंद करो

मोबाइल डाटा ऑफ करें

Net khatm ho gaya kya

डाटा खत्म होने पर क्या करें

मेरे मोबाइल का डाटा बंद कर दो

Net jaldi kyon khatm ho jata hai



To dosto aaj ke liye itna hi umeed karta hau. Or aaj ke liye itna hi aab ham chalte hai. Phir milenge new post ke sath tab tak hamare blogg ke anth tak bane rahane ke liye aap sabhi logo ka dil se dhanyawad,,, 

No comments:
Write comment