Tuesday, February 27, 2024

website me traffic kaise layewe | website par traffic kaise badhaye | apni website par traffic kaise badhaye


Agar aap bhi apne blogg se onll Earning karna chahte hai. To aapko chahiye bahut sara quality Traffic esliye aaj ham janege . Ki aap apne naye blogg par traffic kaise laaye . Or apne blogg ka traffic kaise badhaye . 

website me traffic kaise layewe | website par traffic kaise badhaye | apni website par traffic kaise badhaye

Dekhiye blogg bana lene se or blogg ko monitaize kar lene matar se apko Earning nahi hoga . Chahe aap kisi bhi channel se apne blogg ko monotaize kar lijiye . Jab tak aapke paise nahi banege . 


Aaj kal ham sabhi blogger apna blogg bana to lete hai. Lekin blogg me kamai tabhi hoti hai. Jab Usme visitors aate hai. Visitors aane ka wo log jo aapke blogg me publish kiye jaa rahe content me interested rakhte hai. Ese log agar aapke paas hai. To aapko blogging me safal hone se koi nahi rok skata hai.


Read more :- Google Adsense Approvals in 1 minute


Read also :- Old Blog Posts ko Updated kaise kare ?


Lekin one time ke liye apne blogg me traffic lana ek alag baat hai. Or apne blogg me aaye hiye users ko apne regular visitors or audience banana ek alag baat hai. Agar aap ek baar safal blogger banana chahte hai. Aapko apne blogg visitors ko apne audience banani hoge . Naye blogg ke liye khud ki Audience kese Grow kare.


Aaj ke samay me har new blogger ke ek common samsya hai. Ki me apne blogg par jyada teadd1 kaise lau. Apne blogg ko jaldi rank kaise karwaye . Or increase traffic on blog?


Read more :- DNA Full information



Read also :- All sim ke jankari

To aaj ha Yahi sikhenge ki aap apne website or blogg par traffic kaise badha skate hai. New blogg par traffic laane ke liye aapko shuruaat se hi mehant karni hoti hai. 


Read also :- Girlfriend ke whatsapp number ko hide kaise kare ?


Agar aap blogging ki shuruaat hi sahi tarike se karnege . To apko jaldi saflata milegi. Kahte hai naa agar aapki now majbut hai. To aap us par building bhi shandaar bana skate hai.


Ese hi agar aapke man me blogg banane ki soch rahe hai. To aao ek safal blogger banane ke liye aapko pahle se hi sab kuch planning or strategies ke saath karna hoga . Tabhi aapko saflta jaldi milegi.


Contents  hide 

Blog Par Traffic Kaise Badhaye in Hindi?

Plannning to Start a Blog

New blogg par traffic kaise laaye.

Kisi bhi new blogg or website me aap in tarike se traffic laa skate hai. 

Google Question Hub

Improve Organic Search CTR

Google Web stories se

Google Discover

Interview with Famous Blogger

Email Marketing se

Quora

Youtube

Guest Posting

Facebook

Long-Tail Keywords

Subscription Box or Push Notification

Social Media Sharing

Forums or Website

Unique & Trending Topics

Analyze Google Search Console

Google News

Update Old Article

SEO

Conclusion

FAQ


website me traffic kaise layewe | website par traffic kaise badhaye | apni website par traffic kaise badhaye


New blogg par traffic kaise laaye me ham do bhag me baat karenge :-

Ek jab aap ne apna ek blogg bana liya hai. Or aapke blogg me traffic nahi aa raha hai. 


Dusra jan aapne blogg nahi banaya hai. Or aap blogg banane ke soch rahe hai. Saaath hi yaha apko kuch ese pro tips bhi milegi. Jisse aapko blogging me safal hone me madad milegi. To es article ko shuru se lekar anth tak jarur padhe.


Read asli :- Samsung me job kaise paaye


Or agar aap bhi koi high quality Article likhana chahte hai. To aap hamse sampark kar skate hai. Ham aapke liye kaam karne ke liye Reddy hai. To dosto aap Apna Raay comment box aa phir hamare email id ke dwara bhi sampark kar sakte hai. 


Plannning to Start a Blog

Agar aap apna ek blogg banane ki soch rahe hai. Or blogg bana kar paise kamana chahte hai. To aapko shuruat se hi kuch chijo par dhayan dene ki jarurt hoti hai. Jo aksar naye blogger galati karte hai. 


Jitne bhi naye blogger hote hai. Wo apne New Blog par traffic kaise badhaye par kabhi dhayan hi nahi dete hai. Ki Google Adsense ka Approval ka kaise le. Yaa apne blogg ko monitaize kaise karwaye . 


Or kya aapko pata hak. Ki bina traffic ke aapko Google Adsense ke mil to jata hai. 


Lekin agar aapke Blogg me traffic nahi hai. To naa to aap google adsense se kamai kar payenge . Or na hi kam traffic hone ke karan google ki ada ko blogg me Run yaa dekha payenge . 


Wo esliye kyoki agar aapke blogg me traffic nahi aa raha hai. To aapke adsense account invalid activities ke karan disable hone ka khatra bana rahta hai. 


Akshar kam traffic hone ke wajah se ham yaa hamare dost relative hi blogs ko dekhte hai. Yaa unke ads par click kar dete hai. Jo ki google ki policies ke khilaf hai.


Wahi agar aapke blogg me jyada traffic aa raha hai. To kuch clicks se google ignore bhi kar skata hai. Lekin dhayan rakhiye ki aapko khud apne blogg ki ada ko kabhi click nahi karna hai. 


Blogg par traffic kaise badha skate hai. Ke baare me aapko pahle din se sochna padega. Aaye janate hai. Ki aapko blogg banane ke liye kin - kin baato ka dhayan dena hota hai. 


Read also :- You Tube video Viral karne ka tarika


Read also :- You Tube video viral karne ka Trandig Hagtahs



Niche :- Blogg ki saflta me blogging niche ka bahut bada role hota hai. Jo aapko niche selection se pahle bahut research karani chahiye . Aapko low competition wali niche choice karna chahiye . Or agar aap 2022 me apna blogg banana chahte hai. To aapko micro niche par apna blogg banana hoga . 



Domain name:- Niche ek baad Domin name bhi aapke blogg me traffic or blogg audience banane me bahut manaye rakhta hai. AapKo ek catchy or attractive sa domin name choose karna chhaiye .  Jo shorts and simple ho or ho sake. To aapke blogg ka main keywords bhi aapke domin name me shamil ho.


Domain Name kaiSe kharide ? 


Hosting:- Agar aap wordpress par apna blogg bana rahe hai. To aapko hosting choose karni hogi. Or akin manaye agar aapne hosting lene me galati kar de. To aapko blogging journey me kaafi muskilo ka samna karna pash skata hai. 


Kisi bhi sasti ya free hosting naa le. In se aapko fayada nahi hai.balki nukshan hi milega . Agar aap ka. Wajat me achhe hosting sarvis chahte hai. To aap bluehost hosting ka istemal kar sakte hai. 


Bluehost hosting Review ? 

Kya aap kisi esi website me content padhna pasand karenge . Jaha par kuch bhi wyawastha na ho. Jese ki website ki design , fonts menu or user interface।nahi naa  ,ese hi agar aapkw users aapke website ke design me kabhi kisi chij ke liye pareshan naa ho. 


Esliye aapko apne website or blogg me mobile responsive or achhe users interface wali theme ka prayog karna chahiye.  Jese ki me website me Generate press theme ka prayog karti hau. 


Website loading speed 3 sec se kam me honi chahiye . WeSe agar aap generate press theme or blue host ki hosting use karte hai. To wo aapko aapke blogg or website me achhe speed hi milegi. Uske baad kuch setting honge . Jisse aap apne website ko speed or fast kar skate hai. Generatepress

generate pressbluehost


Generate Press theme review? | Blue host hosting kaise kharide ? | New blogg par traffic kaise laaye ?

Aab ham baat karenge . Ki us samsya ki jo aaj kal bahut aam hai. Log blogg bana to lete hai. Lekin us me 50 se 100 post likhne ke baad bhi unke blogg me traffic nahi aata hai. Or wo bahut nirash honge lagate hai. Un me se kai log blogging chhod bhi dete hai. Or jyadatar log sochte hai. Ki :- 


How to Increase Traffic to blog? | how to increase blog traffic for free? |how to drive blog traffic to the new Blog and website?

Aaye janate hai. Ki new blogg or website me traffic kaha se laa skate hai. Kya unhe organic traffic milega kya nahi . 


To eska jabab hai. Nahi , Bahut kamse shuruaat hogi. Agar aap ne apna naya blogg banaya hai. To abhi aapko organics traffic milega . Lekin thoda kam or organics traffic shuruaat me kaha se laaye wahi bhi niche bataya gya hai. 


Agar aapki Research bahut achhi hai. Or aap hameshaa se kam competition wale or low search volume keywords wale keywords ko focus kar ke unique blogg posts likhte hai. To aapko organics traffic mil bhi sakta hai. Lekin sab case me mumkin nahi hota hai. 


Kisi bhi new blogg or website me aap in tariko se traffic laa skate hai ? 

Yaha me aapko google search se organics traffic kaise laaye nahi bata rahe hai. KyoMi new blogg me organics tarike se traffic laane me kuch samay lagta hai. Lekin phir bhi ek do tricks hai. Jaha se aap google se organics traffic laa skate hai. Wah mene bataye hai. Baaki or dusre tarike bhi hai. 


Pro Tips:- Agar aap janana chahte hai. Ki blogg me organics traffic kaise laaye . To 2022 ko es new method ko use kariye . Yaha Google hi aapko organics traffic bhejega . ( New Method) Blogg par organics Traffic laane ka naya tarika ?


Baaki yaha me aapko kuch ese tips and tricks dene wali hau . Jisse aap apne blogg me Traffic Drive kar skate hai. To chaliye chalte hai. Or janate hai. Ko  How to Increase traffic on your newly launched blog:-


Google Question Hub

google question hub

google question hub performance


Pahla hai Google Hub ji haa , Agar aap Google question Hub ko sahi tarike se use kar lenge . To aapko es Tools se itna Organic Traffic milega . Jiske baare me aap kabhi soch bhi nahi skate hai. 


Google questions Hub Google ka hi ek free Tools hai. Jisme wo Question hote hai. Jiska jabab internet me sahi tarike se nahi diya hota hai.


Or sabhi publisher or blogger ko Google ijajat deta hai. Ki wo Google Questions Hub me apna Account free me banaye or un sawalo ka jabab apne blogg or website me publish kare. Or us article ki links ko un cantions ke saath attached kar de.


Bas phir dekho Google Question Hub aapko kitna din ka traffic bhejta hai. Wo new blogg par organics traffic milne ka sabhi sahi or shandar tarika . 


Google Question Hub se paiye [Unlimited Traffic] 2022


Improve Organic Search CTR

Ji haa , ye wo Method hai. Jis se aap apne blogg ki bina Ranking Improve kiye Bhi Google se aane wale Apne Traffic ko Double or Triple kar skate hai. Organics Search CTR kya hota hai . Or esse Improve karne se aapke blogg or website me traffic kaise badhayega . Janane ke liye ese padhiye ? 


Organic Search CTR kya Hota hai? Ese kaise badhaye  [In Hindi]

Google Web stories se

Aaj kal Google Web Stories bahut Famous ho rahi hai. Or Google khud apne Google Discover Page se users ke Intrested or Preference ke hisaab se unko Web Stories ko dikha raha hai . Ji se blogger ko unKo blogg me bahut jyada matra me organics traffic direct Google se mil raha hai . 


Google Stories: Google Web Stories kya hai? kaise banaye ? Full Guide | Web Stories ko  Google Discover me kaise laaye ?


Google Discover

Google Discover me agar aapka blogg aa gya to aapke liye kisi chamtkar se kam nahi hai. Google Discovere page par Google apne users ke intrested or preference ke hisab se unko content show karta hai. Matalb ki aapka blogg content aapke hi Relevant Audience ko dikhaya jata hai. Jisse aapke bLogg me traffic aane ke chances bahut badh jate hai. 


Google Discover in Hindi? Google Discover kya hai ?

Interview with Famous Blogger

Agar aapka.blogg new hai. Or aap apne new blogg me traffic lana chhate hai. To uske sab se achhe tricks hai. Ki aap apne hi community or niche se related blogger se judiye . Har inshan lo online promotion ki jarurt hoti hai. Chahe chhota ho yaa bada  . 


Aap apne niche se jude bLoggers or digital marketing ka success story case study or unke saath interview likh skate hai. Jisse wo bade bloggers bhi aapke us post ko promote karne me madad karegi. Saath hi unke or aapke audience sono ko case study padhne me bahut interested hota hai. 


Kaise or kin - kin mushkilo se wo aaj us mukam tak pahunche ?

Email Marketing se Professional Tarike se ki gayi  email marketing ek bahut achhe startegy hoti hai. Apne blog me traffic laame ki , Apne  blog ka promotion karne ke or apne blessing karne ki . 


Email marketing ka matalb kisi ko apne email id se mail bhejna nahi hota hai. Balki  Proper email marketing software ki madad se apne target audience ko hi uske  interest or behaviour ke hisab se hi mails message ki automatic series ko  send karna hota hai. 


Email Marketing kya hai? Sikhe hindi me [Beginners Guide]


Quora

quora-traffic


Quora ek Question and Answer wali American website jai. Wah ek esa  website hai. Kaha miilon log aate hai. Or ek dusre se sawal jabab karte hai. Or sahi jabab ko UP Vote or achhe comment milte or Galat or Spamming ko Down vote kar dete hai.  



Quora me jaban dete wakt aap apne blogg or blogg post ke link laga skate jai. Jise agar logo ko wah aapke jabab pasnd aaye to wo aapke blogg ko jarur visit karenge . 


Or aapko ye baat bata kar mujhe bahut khushi hogi. Ki Quora se aap apne niche se jude Audience bana skate hai. Or million of traffic apne blogg me Drive kar skate hai.


Yaha aap apna manch bana skate hai. Or wah bhi aao aap apna content or article publish kar skate hai. Jese ki mene quora me apna ek manch banaya aap dekh sakte hai. Saath hi hindi or English dono bhasha me Uplabdh hai. 


New blogg par traffic kaise laaye ? | How to increase Blog traffic? Ka sabse behtareen tarika hai youtube.

Aapko bhi pata hai. Ki pichle kuch salo ae video content ka chalan kitna badh gya hai. Or agar aapko ek safal blogger banana hai. Ti aapko har jagah apne identity banani hogi.



Youtube me aap apne  blog ke niche se related hi channel banaye or jo post aap apne article me publish kar rahe hai. Uska ek video bana kar Upload kariye or uske niche apne blogg ke link de dijiye .  


Video content me har chij bahut details me nahi aa paati hai. Jese ki blogg post or article me details me padhne ke liye log aapke blogg visit karenge . Or aapka blogg naga ho yaa purna aapko You Tube se bhi bahut traffic milega .


Guest Posting

Guest Posting ka matalb hota hai. Ki kisi dusre ke blogg me article publish karna or use me apne blogg ki ek Dofollow back link bana lena . Guest Post ke liye aap apne blogging niche se Releted ese blogg Choose kariye jinka DA, PA High ho or unke blogg me achha khasha traffic aata ho.


Es se ye log ko aapko apne blogg me Do - Follow backlink to milenge hi saath hi unke blogs me aaye huye Audience us link ke jariye aapke blogg me bhi aayenge . 


Facebook

Facebook ti kamal ka platform hai. Jaha roj ke lakho - karodo log apne - apne Facebook account se Facebook me Publish content dekhte hai. Or like karte hai. Share karte hai. Saath hi khud uplod karte hai. 


Facebook par aapko har trah ke log mil jayenge . Kyo duniya ke 75 % se jyada log aaj facebook par moujud hai. Chhahe wo individual inshan ho yaa koi company yaa Group ka mailk ho.


Yaha aap face book par Group bana skate hai. Facebook par page bana skate hai. Or apne niche se jude logo ko apne saath jod skate hai. 


Agar aap facebook page or group ko shai tarike Se optimize karte hai . To aap yaha se bhi apne blogg me dalliy ka hajaro lakho traffic paane blogg me le jaa skate hai. 


Long-Tail Keywords

New Blogg par traffic kaise laaye . Ham janege Long faila keywords ke mahatw ko jese ki ham ne aapko pahle hi bataya agar aap apne new bLogh par traffic lana chhate hai. To aapko eski shuruat pahle din se hi karna hoga .


Aaj 2022 me blogging me bhi  competition level badh gya hai. To sirf kisi bhi keyword ko randomly select kar ke us me post likhne se aapko aapke blog me traffic nahi aayega aapko long tail keyword ka upyog karrna hoga . 


Agar aap kisi long faila keywords par post likhte hai. To aap google me bhi rank ho skati hai. Or wah se aapko direct organic traffic milega . 


Blog Post ko Google ke #1st Page par Rank kaise kare ? |Web Mention kya hai Web Mention karke apne  Blog ka Traffic kaise badhaye ?

Subscription Box or Push Notification aapko  direct traffic laane me  to madas nahi karte hai. Lekin hai. Jo visitors aapke blogg me aate hai. Agar wo aapka subscription box ya notification ko allow kar de. To wo aapke Next Time ke liye Visitors bana skate hai. 


Jese hi jab aap koi Next Post Publish karenge . To unke paas Email me new post ka mails jayenge . Saath hi unke mobile me Pop - Up hoga ki  apne new post Publish ki hai. Or un me ae kai log us post ko padhte hai. 


Es Trah aap Apne Audience bana skate hai. JeSe ki es Process ko samjhne ke liye aap niche diye gaye Subscription Box ko Files kriye or aapko ek mails aayega . 


Social Media Sharing

New blogg par Traffic laane ma sabse achha tarika hai. social media me promotion karna , Sabhi social media me blog promotion karne ke apne - apne tarike hote hai. 


Kahi links share karna Allowed hoya hai. Or kahi nahi agar apa sahi tarike se content creat karenge . To aapko sosial midea se bhi achhha khasha Traffic Milega . 


Jese ki ;-  pinterest, Twitter, Instagram, Reddit , Youtube, Facebook, Linkidn, Tumbler  And Etc. 


Forums or Website

Blogg banane ka matalb hota hai. Logo ke saath jankari , Vichar or apne gyan ko logo ke saath share karna jisse unko Value mile unke kisi samaya ka unka hal mile . 


Aap apne blogg se jitne jyada logo ki madad kar payenge . Aao itne jyada safal blogger ban jayenge.  Aab baag aati hai. Kaise pata kare ki Logo ko smasya kya hai. Unhe kis chij ke baare me jankari chahiye hoti hai. 


Eske liye aap kai saare ese Forums hote hai. Aap unhe joi. Kar skate hai. Or dekh skate hai. Ki yahi log kis baare me baat kar rahe hai. Kis baare me unhe jankari chahiye 


Wah aap uNke madad kariye or us vishy me aao apne blogg me bhi  Quality article likhiye es se aapke  blog me Double traffic Aayega . 


Agar aapka hindi blogg hai. To aap Shanadar hindi Forum ko joi. Kar sakte hai. Yaha aapko hindi content Read karne wali bahut si audience milegi. Saath hi aap yaha post publish kar ke traffic or bacliNk dino le skate hai. 


shabdhnagari | Unique & Trending Topics

New blogg me organics Traffic kaise badhaye . To eska sidha - shashank jabab hain ki agar aap apne bLogg me bhar - bhar ke Origin Traffic lana chhaye hai. To aap unic or Trading Topic par blogg post likhiye . 


Read also You tube Teandig Hagtags , video viral karane ka hagtags


Unique And Trading Traffic par likhne se aapko blogg Traffic to milti hi hai. Saath hi Agar aabhi tak aapKo Google Adsense ka Approvals nahi mila hai. To wah bhi aaoKo ek baar me hi mil jayega .


Analyze Google Search Console

Google search console google ka Hi ek Free Tool hai. Jaha se aao apne blogg or Website ko Registered karte hai. Or apne blogg ko Sitemap ko Submit karte hai.  


Yaha se aapKo jankari Milti hai. Ki aapke blogg ke Organics Performance kaise chal rahi hai. Or aap aapne blogg ka Preformation Record ko analogue kar ke ye pata laga skate hai. Ki kon si post ki keywords se rank ho rahi hai. Jis se aap un post par dhayan de kar unke Ranking basha skate hai. 

 

 Or saath hi aapko wah kuch ese Keywords bhi milenge jis se aap Post me Updated kar ke Yaa post likh ke Google SERP me apne jagah bana skate hai. 


Google News

Google News to ek esa jariya hai. Jaha agar aapne apne blogg Registered kar liye to samjho aapke blogg ko Unlimited Traffic milne lagega .  


Agar aapke paas Google News ka approval hai. To Google News me aapke post publish Kar jayenge . AapKo apne post ko users Friendly likhna hai. Or uska Title bahut Attractive banana hai. Jisse jyada log aapke blogg post par click karke use padh skate hai. 


Google News Approval kaise le? 

Dosto me apko Sidha - Sidha batunga . Ki aap Google News ka Approval kaise le skate hai. Jisse apKo smajh jana. Hai. To chaliye janate hai. Ki kaise aap Google News ka approved le skate hai. 


Sabse pahle apko Google par jana hai. Or search karna hai. Google News Publish center likh kar search karna hai. Jiske baad apko 1 number wala website par Click karna hai. 


Lekin usse pahle apko apna website ke 2 logo banana kar rakhna hain eske baad apko Google News par jana hai. Ye baat aap yaad rakhe . 


Eske baad apko apna email id dalna hai. Eske baad apko apne website ke URL ko dalna hai. Or Save par click karke Next Par click kar dena hai. Jiske baad apke email id par ek message aayega . 


To apKo us message par jana hai. Or click here par click karna hai. Dono message me apko click here par click karna hai. Eske baad apko phir se waha se back aana hai. 


Lekin dosto ek baat kaa dhyan rakhna hoga ki agar apko Google News approval lene ke setting me koi pareshani yaa phir kuch galat daalenge to dobara Google News Approval nahi milega . 


Or ho sakta hai. Ki aapko Google Adsense me bhi koi samsya aa skate hai. Kyoki ye Google Absence ka hi platform hai . To ye baat apko pahle se smajh na hoga . Eske saath hi apko me niche me Video diya hau . 


Aap You Tube par bhi Google News search kar skte hain . Lekin ek baat yaad rakhe ki You Tube par bhi eska sahi jankari nahi diya hai. To esliye aap hamare website me diye gaye video ko aap pura dekh kar hi kare. 


Or important chij jab aap Google News ke Approvel lene jaoge.  To Waha par ye video me apko sahi - sahi batayega . Lekin Feed link jagah apko smajh me nahi aayega . 

Esliye Me apko niche me image deta hau . Jiske dwara aap us image me jesa - jesa likha hai. Aani ki me apko bata deta hau . Photo bhi hai. Or me bhi apKo bata deta hau . 

               


To dosto aap yaha par 3 feed dekh rahe hai. To apko ye feed ka jarurt tab padega . Jab Section me jakar feed wale ofsan ko choose karoge  . Aani ki Google News me feed wale opasn ko choose karoge . Waha par apko ye jarurt padegi. 


To dosto waha par apko dalna hai.https://www.technicalprithvi.in/? Feed /posts dalna hai. Jese ki me apko apna website ka naam daal kar apko bataya hai. Waha par apko apna website dalana hai. 

https://www.vermanews.com/2021/12/Trending-hashtags-on-YouTube-today-in-india.html?m=1


To esse aage apko video me dekh skate hai. Or jis trah ye video me batayega . Wese hi apko same to same karna hai. Kyoki es video me sahi jankari bataya gya hai. Warna aap dusre bhi videos Ko dekh kar skate hai. 


Update Old Article

New blogg par traffic laane ke liye new post likhne ke saath - saath aapko apne old post or article ko bhi apdet karte rahna chahiye . Kabhi - kabhi kya hota hai. Jis keywords ko focus kar ke apne apne post likhi hoti hai. 


Us keywords ki wajah aapke post kisi alag hi keywords se rank kar rahe hote hai. To aapko apna focus keywords badla kar wah keywords kar dena chahiye . Jiase wah post or achhe se Google me Rank ho sake. Or aapko jyada se jyada Traffic mile.


Jo content old ho Gya hai. Use Replace karke new Updated content likh skate hai. Jisse aapke post down Rank hone ke wajah Up Ranking me aa jayegi.


 

Seo ka matalab Search engine optimization ( Search Engine Optimization) ka matalab hota hai. Apne blogg or blogspot me kuch ese chhote - chhote sudhar karna jis ae Google search ko samajhne me Crawls karne me or index karne me asani ho. 


Seo ek bahut vast concept hai. Jise aapko bahut details me samjhna hoga . Lekin akin maniye agar aapne apne blogg ka complete SEO kar rakhna hai. To aapko ek safal blogger banane se koi nahi Rok skata hai. 



Conclusion

Aaj hamne sikha ki new blogg par Traffic kaise laaye . New blogg pae Traffic kaise badhaye ? how to increase blog traffic on newly launched blog or website?


Blog par traffic badhane or blogging career me success paane ke liye kuch or bhi mahtwa puran bataye janane ke liye niche padhe.


Internet Users ko apne blogg ko padhne ke liye or bujhne se pahle aapko ye Decide karna hoga . Ki kya aapke Target audience kon si hai. Or wo kaha milegi. Waha jakar aapko unke Help karni hai. 


Waha content Publish karna hai. Or uske baad waha apko apne blogg ki Links yaa name dena hai. Jisse log khud aapke blogg me aayenge . Or aapke blogg ko padhenge . 


New blogg par Traffic laane ke liye kitna samay lagta hai ?

New blogg par organics Traffic laane me kam ae kam 6 mahine se 1 Saal Tak ka samay lag skata hai. Kyoki new blogg me bahut Traffic Google se Traffic lene ke itna samay ka wait karna hoga . To abhi aapko nahi milega Ha lekin aap ese bahut se tarike hai. Jisse aap apne blogg me Traffic laa skate hai. Jo Tarika me apko uper me bataya hau.


Usse Traffic bhi laa skate hai. Or apne blogg ko jaldi Rank kara skate hai. To aap in sabhi Tariko ko jarur apnaye . Yahi apko kaam aane wale hai. 

 

To dosto umeed karta hau. Ki ye jankari apko kafi achha laga hoga . To aagar aapko bhi apne blogg ke liye  High quality Article likhana chahte hai. To aap hamse samprk kar skate hai. 


To dosto aaj ke liye bas itna hi ab ham chalte hai. Phir milenge new jankari ke saath Tab Tak hamare post ke anth tak bane rahane ke liye aap sabhi logo ko Verma News Teen dil se dhanywad karta hai. 




How do I ask the readers to go to my blog? | नए ब्लॉग पर ट्रैफ़िक लाने के लिए कितना समय लगता है? | ब्लॉग पर ट्रैफिक आने में कितना समय लगता है ? | क्या गूगल में रैंक करने के लिए बैकलिंक बनाना जरुरी है

No comments:
Write comment