Thursday, September 21, 2023

Mobile Data share (transfer ) kaise kare Airtel , Idea, vodafone, jio online

Dosto to ek baar phir se sawagat apka Technical prithvi.in me Dosto aaj ham es post me baat karunga.kaise Hum apna Internet data transfer kar sakte hai.yani ki mobile data Transfer kaise kar sakte hai.

Ek sim se dusre sim par Internet sata kaise share , transfer kaise kar sakte hai. 

Jio phone se airtel me data kaise transfer kare

1.Airtel to Airtel internet data transfer


2. Idea to Idea Internet data transfer 


To chaliye dosto aaj ham jante hai,ki kaise ham ek Sim se dusre Sim par Data share kar sakte hai.


Kabhi - kabhi ham dosto ya hamare family members ko daata share karna bahut jaruri padh jati hai, kyuki hamare paas data hota hai.magar hamare dost ke paas nahi hota hai. data to ese me ham sochte hai.ki khas me apna data share kar pata to kitni achchi hoti! To chaliye dosto ham puri vistar se jante hai.ki ek mobile se dusre Mobile se dusre mobile me internet data share kaise kare.


Internet data share , transfer karna bahut hi simple hai?



Balance transfer karnr ke sath -dath aab Mobile data bhi share (Transfer)aab kiya ja sakta hai.Ek Sim se dusre Sim Tak internet data esy tarike se le sakte hai.


Mobile data (Mb) Ek Sim se dusre sim tak le jane ke liye en USSD Code ko sikhne ke jarurt hoti hai.Jo me aapko bata raha hu.

Mobile data transfer kaise kare


(Note ) : data transfer kewal usi Sim par hoga jo ki ek dusre sim ki Network same to same ho.

Jese:

Airtel to Airtel .

Vodafone to vodafone.

Jio to jio Etc. 


Transfer Internet data from AirTel to AirTel

Airtel Data Share Service :


Aab aap apne Airtel Sim ki data kisi bhi Airtel Sim me transfer kiya jaa sakte hai.Dosto Internet chalne ki parmishan or data transfer kiya jaa sakta hai.


Aap es service ke saath 3G/4G Deta transfer kar sakte hai.2G Deta sahakar ki anumati nahi hai.


To Transfer 10 MB data:

Agar apko 10Mb transfer karna hai,To Aap ye Code Dial kare,  *141*712*Mb* mobile number # 


Udhar haram *1418712*11*9976548210#


Ye Code us mobile me Dial kare,jisme internet data hai.9631518219 Ye number ki jagah Aap apna number dial kare,jisme aap deta lena chahte hai.


Es Airtel Sim ki internet transfer sewa ka upyog karke 10 mb data transfer karne ke liye! Processing shulk ₹1 parti len - den me lagu hoga or aap parti din kewal ek hi mobile me transfer kar sakte hai.Mb Transfer karne ke liye dono Sim prepaid ke bichh hi transfer hoga.



25 Mb data transfer karne ke liye:

25Mb Data transfer karne ki Code 

*141*712*9*mobile number # 


  Transition fees 1₹ 


Es Airtel internet transfer sewa sirf ek hi baar milega.

To Transfer 60 MB data: 

60 Mb Data transfer karne ki Code 

*141*712*4*mobile number # 


  Transition fees 1₹ 

Aab aap samjh gaye honge ki Airtel To Airtel Sim me internet data transfer kaise kiya jata hai.

 

Transfer Internet data from jio to Jio 

Jio ne abhi ye service lonch nahi kiya hai.ki grahak ek jio se dusre jio me deta asthantirt nahi kar sakte.hamare sutro ke anusar jii aane wale week me sewa shuru karne ki sambhawna hai.


Ese udaharan hai jaha hame 1GB sima ke baad uchh gati deta ki aawaskta hai,or hamara dost jiska data upayog nahi kiya gya hai.or hame us data ko apke number par transfer karne ke liye sochha joga.lekin esa nahi kiya jaa sakta hai.


Halaki Jio user any user ko data pack majbur me de sakte hai,jo ki baas uske number ko recharge karne ki trah hai.lekin laabh tatkaal recharge ke viprit hai.jio voucher pradhan karta hai.us voucher ko aap apne family ko de sakte hai.


Eske liye aap.apne phone me MY Jio Apps se login kar sakte hai.or sidha apne dost /family ko deta vicharon gift kar sakte hai.


Transfer Internet data from Idea to Idea

Idea  par apne dost ke sath apna internet data transfer karne ke liye ;


Ideas data share ke liye es puri process ko dekhe or padhe 

Idea se idea data transfer karne ke sabse pahle aap apne mobile me ye Code dial kare.

Dial *121*121#  करें 


Aab chhune ki aap kitna internet data bhejna ya sajha karna chahte hai.


Aap 100,150Mb data transfer kar skate hai.eske liye we 1,2,3 ruppes ki fees lenge.


Aab aap usi process se Idea se Idea par bhi sms ke jariye se bhi transfer kar sakte hai.


To yah aapke internet data kisi any friends ko transfer karne ki aasan tarika hai.


Vodafone to Vodafone internet data transfer kaise kare. 

Kya dosto aap bhi vodafone ki datA transfer karna chahte hai.lekin me aapko yah batane se darta hu ki Vodafone koi internet data transfer karne ke sewa pradan nahi karta hai.


Esliye aap vodafone se vodafone me internet data Mbs transfer nahi kar skate hai.


BSNL to BSNL data transfer kaise kare. 

Chhama kare,dosto phir se BSNL bhi yah sewa pradan nahi karta hai.jab BSNL data share karne ki pradan karega.To jald ye jankari le kar aaunga.


To dosto kaisa raha ye mera post Agr apko mera post achha laga ho to apne dosto ke paas bhi jarur share kare or mere website ko subscribe kare.To dosto chalte hai.phir milenge new post ke sath Tab Tak ke liye Jay Hind Jay Bharat



No comments:
Write comment