Monday, April 15, 2024

Bina ATM card ke phone pe kais khole - Bina ATM card ke phone pe Kaise Use Karen



Bina ATM card ke phone pe Google pay Kaise Use Karen in Hindi, Bina atm card ke phone pe kaise khole , bina debit card ke google pay kaise use kare in hindi , Bina atm card ke patyam kaise use karen in hindi , 

Bina ATM card ke phone pe kais khole - Bina ATM card ke phone pe Kaise Use Karen

Hello dosto jese ki aap jante ho ki wartman samay me hamare desh me online lenden or transection ki duniya me bahut badi kranti huyi hai . Or bharat desh aaj online lenden me ek kitimaan sthan hasil kar raha hai . Online lenden khash badhotari notbandi ke baad huyi hai . 


Read more :- Bina Atm Card ke Google Pay kaise use kare ?


Bina atm card ke phone pay kaise khole - Bina ATM card ke phone pe Kaise Use Karen

Jesa ki aap jante ho notbandi ke baad kai sari fintek kampniya kaise phonepe, patyam , Google pay , Amazon , pay , Airtel payment bank , etc , or inhone bharat me rahne wale logo ke liye online lenden bahut hi saral kar diya hai . 


Read more :- Bina Atm Card ke Patyam use kaisr kare?


Dosto bharat ne apna hi ek online payment system hai , jise ham unfied payment interfa upi kahte hai . Eska upyog karne ke liye hamare paas me ek bank account hona chahiye , ya bank account me ek mobile number juda hona chahiye . Jisse ham prayog karte hai . Wah juda hona chahiye or hamare paas me us bank account ka debit card awashy hona chahiye . 


Dosto yadi aapke paas me us bank ka debit card atm card nahi hota hai . To aap upi service par adharit apps jese patyam , phone pe , Google pay , Tata neu , Amazon pay , airtel payment bamk , mobikwik and etc . Mobile apps ka upyog nahi kar sakte hai . 


Bina Debit card ke phone pay Google pay kaise kholen - Bina debit card ke phone pe google pay account kaise banaye


Patyam ka upyog karke debit card ke bina phonepe khata kaise banaye ?

Jab bhi aap phone pe khata kholna chahte hai . To aap phone pe ka upog karke ek khata bana skate hai . Jab aap lenden karna chahte hai . To aap apne number ka upog karke pangikaran kar skate hai . Us samay aapko ek Upi Pin ki aawskta hoti hai . 


Kyoki aapko Atm ke Bina aapko Upi Pin nahi mil sakega . Lekin isme lekh aap online Pin karne ke liye Upi pin prapt kar sakte hai . Ya to aap Patyam bhugtan bank ya airtel payment bamk ka upog karke Pin Karne ke liye UPI prapt kar skate hai . 

 

Len den karne ke sabse pahle aapko UPi Pin ki aawskta hai . Taaki aapko ek Patyam khata banana hoga . Or phir ek Patyam bachat khata kholna hoga . 


Phir aapko Patyam app ka upyog karke debit cards ke liye anurodh karna hoga . 



Patyam ka ATm kaise milega ? 

Dosto Patyam ek Payment bank hai . Aaap Patyam ke madad se aap duniya ke kisi bhi kone tak paise ko bhej skate hai . Eske saath hi patyam bahut se subhidha uplabalbadh karwata hai . Jiska fyada aap bahut hi kam rupye me hi utha sakte hai . 


Step . 1 Patyam ka istemaal karne ke liye aapko Patyam ka app download karna hoga . Eske liye aapko playstore par jana hoga . Or patyam search karn hoga . 


Step.2 Eske baad aapko Patyam ko apne mobile me instal karna hoga . Or Aapko open karna hai . 


Step . 3 Esko baad aapko apna aani aapke paas hamesha jo mobile number rahta hai .us mobile number aapko dalna hai . 


Step . 4 Or jo us mobile number par OTP aayega . Us OTP ko dalkar aapko Verify kar dena hai . 


Step . 5 Eske baad dosto aapko apne Patyam me KYC karwana hoga . Eske liye aaapko Patyam SHOP PAR Jana hoga . 

Bina ATM card ke phone pe kais khole - Bina ATM card ke phone pe Kaise Use Karen


Step . 6 Patyam me Kyc karne ke liye aapko Location par click karna hoga . Eske bad aapke saamne Shop ka naam aa jayega . Uska mobile number aa jayega . 


Step . 7 Aapko us number par Call karna hai . Or aapko ye jaan lena hai . Ki uska dukaan kaha hai . Eske baad aapko waha par jana hai . 


Or aadhar card se aapko apna Patyam me KYc karna hoga . Itna karne ke bad aapko apna Patyam me KYC ho jayega . 


Eske baad dosto aab aapka Patyam ka Passbook or Patyam ka ATM or uska Pin aapke paas aa ayega . Aab aap chhahe to Google pay me account bana skate hai .bina atm card ke yaa phir aap phonepe me account bana skate hai .


Bina debit card ke pe kholne ke liye UPI Pin Kaise banaye ?

Step . 1 Sabse pahle aapko Playstore par jana hai . Or search karna hai . Phonepe eske baad aapko Download Phone pe App ko Download kar lena hai . 


Step . 2 Eske baad aapko mobile number dalna hai . Jo aapke Patyam se login hoga . Us mobile number dalne ke baad aapke mobile number par ek one Time Password aani OTP jayega . Usko aapko dalna hai . 

Bina ATM card ke phone pe kais khole - Bina ATM card ke phone pe Kaise Use Karen

Step . 3 Eske baad aapko Phone pe Application khole or phir MY Money ke opsan par click kare . 


Step . 4 Phir aap naya Bank khata jode ke opsan par click kare.  

Bina ATM card ke phone pe kais khole - Bina ATM card ke phone pe Kaise Use Karen


Step . 5 Phir aap Sarch ke opsan par click kare . Or Patyam payment bank search kare . 

Bina ATM card ke phone pe kais khole - Bina ATM card ke phone pe Kaise Use Karen


Step. 6 Eske baad aapko  Patyam ka Atm card ka Number dalna hai . Eske baad aapko CVV Number dalna hai . Or expairy date bhi aapko dalna hoga . 

Bina ATM card ke phone pe kais khole - Bina ATM card ke phone pe Kaise Use Karen


Step .7 Eske baad dosto aapko apna Patyam Ka Atm Pin ko aapko dalna hai . Ham aapko bata de . Ki Atm ka pin wahi hota hai . Jo aapne khud se dala hoga . 


Itna karne ke baad dosto aab aapka phonepe account se aap money transfer kar skate hai . Lekin aapke Patyam account me balance hona chahiye . Tabhi aap kahi par paise bhej skate hai . 

Bina ATM card ke phone pe kais khole - Bina ATM card ke phone pe Kaise Use Karen


Aab aapka khata Patyam bhugtan bank ka upyog kiye bina atm card ke saflatapurwak banaya gya hai . Or saath hi aap aap es patyam bhugtan banking ka upyog karke ek Google pe bhi bana skate hai . 


Bina atm card ke Google pay kaise khole ? 

Bina atm card ke Google pay banane ke liye aapko playstore se Google pay application ko download karna hai . Or mobile number dalkar verify kar lena hai . 

 

Eske baad aapko Add bank account par click karna hai . Or patyam ka ATM card number ko dalana hai . Eske bad aapko CVV number , Expairy date or Pin daal dena hai . 


Itna karne ke baad aapka Google Pay bina Atm card ke istemal kar skate hai . Dosto agar aap details me janana chahte hai . Sabkuch to eske liye aapko diye gaye link par click karna hai . 


Link par click karne ke baad aapko sabhi details apko kya karna hai . Ye aapko drtails me pata chal jayega . 


To dosto umeed karta hau. Ki ye janakari aapko achha laga hoga . To kya aapke man me koi sawal hai . To aap hame comments box me jarur bataye . 


Or ese hi janakari ke liye hamare blogg verma news ko subscribe jarur kare . Kyoki ham aapko ese hi janakari late rahte hai . 


To dosto aaj ke liye itna hi ab ham chalte hai . Phir milnge new janakari ke sath tab tak hamare blogg ke ant tak bane rhane ke liye aap sabhi logo ko dil se dhanywad ……………………………….


Tags: ONLINE MOBILE RECHARGE KAISE KARE

No comments:
Write comment