Thursday, January 25, 2024

मोबाइल फोन में नेटवर्क नही आ रहा है समस्या, जानें 7 समाधान

मोबाइल फोन में नेटवर्क नही आ रहा है समस्या, जानें 7 समाधान

Mobile phone me network nahi aa raha hai.kya kare
Mobile phone me network nahi aa raha hai.kya kare

Agar aapke phone ka  network ki samsya se pareshaan hai. to kuchh aasaan step me uska samadhaan kar sakte hai.

kya aapne kabhi aise sthi​ti ka samna kiya hai. jab aap call karne jaate ho aur phone me network error de raha ho! To call nahin lag rahe ho ya phir network hi gaayb ho.


 jabki koi any logo ke phone me network aa raha hota hai. kya aapne kabhi socha hai ki ise kaise thik kare aur is tarah ki samasya ka kya karan ho sakta hai?

 chaliye ham aapko bataate hai samasya ka karan aur samaadhan. also raiad - 6000mah battery, 4 camera vale relame ch12 ke sel flipkart par kal, xiaomi aur infinix ko takkar

kyo​ hote hai network ke pareshani also raiad - tata sky user ab movie ko rent par kharede, jaane plaan

mobilemarketingmagazine.com Also Read - 5000mAh battery, 5 camera, 4GB ram wale Infinix Hot 9 phone ki sale Flipkart par call 12 baje, jane kimat

Mobile phone me network error ke kai karan ho sakta hai.es me sabse pahala karan sim ho sakta hai.bhale hi kuch aapne kai month se phone me sim laga rakha hai.lekin kabhi - kabhi ek halke se jhatke se bhi sim card me pareshani aa sakti hai.yadi yah samaya new phone me to ho sakta hai.ki aapne sahi tarah se sim lagaya hi na ho.



Wahi dusra karan Roaming bhi ho sakta hai.akasar Roaming me jane ke sath hi network error shuru ho jata hai.Roaming me yadi saman opretar na hi to samasya jayada hoti hai.jabki saman operator hone par bhi aksar network ki samsya dekhne ko milti hai.eske alawa network error dene ka ek karan phone me takniki gadbadi bhi ho sakti hai

 नेटवर्क समस्या का समाधान

Yadi phone me network ki samsya hai.to eska samadhaan ya to chutkiyo me kar sakte hai.
Ya phir aapko service center jana hoga.halaki aage hamne wo nuskhe bataye hai.jinhe aap ghar me hi aaja maa sakte hai
Mobile phone me network nahi aa raha hai.kya kare
Mobile phone me network nahi aa raha hai.kya kare

1. एरोप्लेन मोड पर करें और ​हटाएं

Yadi aap kahi ja rahe ho or achanak se phone me network samasya ho jaye to sabse pahle apne phone ko airplane mode par kare.kuchh second tak airplane mode me rakne ke baad ese pune: network mode par kar de.es se samsya ka samadhan ho jayega
Mobile phone me network nahi aa raha hai.kya kare
Mobile phone me network nahi aa raha hai.kya kare

2. फोन को करें रीस्टार्ट

Yadi aapke smartphone me achanak se network ki samsya aa gayi hai.or kafi search karne ke baad bhi network nahi aa raha hai.to ek baar phone ko Restart kar de .Phone puri tarah se start hone par khud hi network search kar lega.
Mobile phone ko root kaise kare
Mobile phone ko root kaise kare

3. बैटरी को निकालें और सिम को रीइंसर्ट करें

Yadi phone ko Restart karne se kaam nahi bana to dusra trick aapnye.sabse pahle apne phone ko off kare.or battery ko nikal kar ek baar saaf kar sahi tarike se lagaye.kabhi -kabhi phone me mayochar aane se bhi es tarah ki samasya hoti hai.es se me s ko saaf kar dene se yah phir se sahi tarah se karya karne lagata hai
Mobile ko restart kaise kare
Mobile ko restart kaise kare

4. मैनुअली करें सर्च

Yadi phone ko Restart karne ke baad bhi network nahi aa raha hai.to ek baar setting me jakar phone manual network search kar de.setting me manual network search karne ka vikalp aapko wayarlens and network me seluar network ke andar operate me milega

5. रोमिंग करें चेक

Yadi aap phone ko lekar kisi dusre shahar or state me gaye hai.or baar - baar network me shamsya ho rahi hai.to ek baar network me Roaming check kar le.ho sake data enable en Roaming ko on kar de.es se network ki samsya ka samadhan ho jayega

6. सॉफ्टवेयर करें अपडेट

Yadi aapke Android phone me network apdet ki samsya baar - baar ho rahi hai to ek baar software apdet par najar dal le.purane smartphone me es tarah ki samsya aati hai.or eske liye company apdet deti hai.
Mobile ka software update kaise kare
Mobile ka software update kaise kare


7. कवर को बदलें

Mobile me behatarin network kawarej ke liye entina hota hai.yah entina pahle dikhai deta tha.lekin aab companyo ne ese chhupa diya hai.esse me kabhi - kabhi ham esa kawar upayog kar lete hai.jis se ki entina dhak jata hai.or network ki samsya hone lagti hai.ese me koshish kare.ki company ki or se diye gaye kawar ka hi upyog kare.
Mobile me konsa glass lagaye
Mobile me konsa glass lagaye


Xiaomi Redmi Pro: Price, Specifications and Features

Duniyabhar ki latest tech news or reviews ke saath  best recharge, popular mobile par milne wale akskyusiv  offers ke liye hame facebook instagram twitter telligram pinterest par follow kare.

Yadi apko mere es post apko achha laga ho to apne dosto ke paas jarur share kare.or applog ko kuchh puchna ho to aap comment box me comment karke puch sakte hai.

No comments:
Write comment